Ya Baba (Fitna Farebi) Lyrics - Phantom Movie By Nakash Aziz / Saif Ali Khan, Katrina Kaif

Ya Baba Song Lyrics From Movie Phantom, Ye Baba Song is Sung By Nakash Aziz and Music by Pritam


Song : Ye Baba
Singer: Nakash Aziz
Music: Pritam
Lyrics: Amitabh Bhattacharya
Music On: T-Series

Ye Baba Lyrics / Phantom Movie / Nakash Aziz / Saif Ali Khan / Katrina Kaif


Makhtool jigar ...ya baba
Qaatil hai nazar..ya baba
Ek mahejabin ..ya baba
Ek noor-e-nabi ..ya baba
Rab ki rubaai ..ya baba
Ya hai tabahi ...ya baba
Gardan surahi ...ya baba
Boli ilaahi ...ya baba

Afghan Jalebi
Mashooq farebi
Ghayal hai tera diwana bhai wah...bhai wah
Bandook dikha ke kya pyar karegi
Chehra bhi kabhi dikhana bhai wah, bhai wah........(x2)

Oh....
Dekh darazi....wallah
Banda namazi ...wallah
Khel ke baazi ..wallah..khaamakha
Ab thehra na kisi kaam ka ...wallah, wallah
Mir ka koi..wallah
Shair suna ke..wallah
Ghoont laga ke....wallah..jaam ka
Main raha khan mehaz naam ka

Oye lakht-e-jigar ....ya baba
Oye noor-e-nazar ...ya baba
Ek teer hai tu...ya baba
Main chaak jigar ...ya baba
Bandon se nahi to Allah se daregi
Waada to kabhi nibhana bhai wah...bhai wah

Bandook dikha dikha ke kya pyar karegi
Chehra bhi kabhi dikhana bhai wah
bhai wah bhai wah bhai

Rafa dafa loot gayi fitna farebi
Wo meri fitna farebi
Wo meri fitna farebi
Dafa dafa tang mujhe kitna karegi
Oh meri fitna farebi, aaye haaye fitna farebi...........(x2)

Gul-e-gulzar....ya baba
Mere sarkar ...ya baba
Bada manshoor ..ya baba
Tere rukhsaar...ya baba
Haaye shamsheer nigahein
Chabuk si adayein
Nacheez pe na chalana bhai wah...bhai wah

Bandook dikha dikha ke kya pyar karegi
Chehra bhi kabhi dikhana bhai wah...bhai wah



Comments

Popular posts from this blog

Chasing West Africa's Pirates

Where to buy Getting Somalia Wrong?

Mr and Mrs Ramachari Songs | Movie | Lyrics | Dialogues